Sunday, December 06, 2015

Imprisoned Forever - Rohini Raja- (Translation )



Ehsaas-e-jurm ke karaagar Mein
 ek ajeeb si tanhai jhulthi gayi
Woh maafi ke chandh lafson Mein
 ek boondh rihaee takthi rahi
Iss baat se anjaan Ki na galthi Ki kabhi maafi hothi hai,
aur na kabhi ehsaas-e-jurm se rihaee...


Trapped in the prison of guilt,
tormented by an eerie loneliness,
she sought a sprinkle of salvation, with a few words of apology,
oblivious to the fact that -
there is no pardon for the lapse nor  reprieve from remorse...

No comments: